Halaman

    Social Items

Hello friends swagat hai apka hamare blogger Techno Mic Gyan mai.
Friends aaj mai apko Infinix hot 7pro ke bare mai batane wala hoon.
Is Mobile ka highlighting feature iski 6 GB RAM Or Quad camera hai 2 front mai or 2 rear mai. kyuki 9000 Rs mai koi bhi company 6 GB RAM nhi deti. Is device mai hume 6 GB RAM+ 64 GB internal memory milti hai. Processor ki baat kre to isme hame mediatek ka helio p22 ka octacore chipset milta hai. Jo Ki 12 nanometer pr based hai jo ki kafi battery efficient processor hai.
Lekin dosto ye Koi gaming processor nhi hai hum isme normal games aram say khel sakte hai pubg lag krta hai. Saath mai apko android 9pie out of the box milta hai.

Battery ki baat kre to isme 4000mAh ki battery milti hai jise charge krne ke liye hume ke normal charger milta hai. Hume isme type C port nhi milta balki ek micro USB port milta hai. Speaker milta hai. 3.5mm headphone jack milta hai.
Hume isme Dedicated Sim slot milta hai jisme aap 2 nano Sim card or ek memory card ek saath lga sakte hai.Isme Dual 4g votle ka support hai.

Side mai apko volume up down buttons or power button milta hai.

Camera ki baat kre to front or rear dono mai apko 13+2 ka camera setup dekhne KO milta hai jo ki ek acchi baat hai. Jo 13MP ka  jo front camera hai uska aperture f2.0 hai or jo rear 13MP ka camera hai uska aperture f1.8 hai . 2MP ka depth sensor bhi milta hai. Ye camera to AI ka support krta hai.
Camera's front or rear dono mai picture quality apko decent dekhne ko milti hai. Portrait mode bhi decent work krta hai . AI face beauty ka support bhi hai.
Dosto apko front mai bhi flash light dekhne ko milti hai Jo ki acchi baat hai.

 Piche mai apko physical fingerprint sensor bhi milta hai ko kafi fast hai. Face unlock mai apko lock screen ki ek jhalak dekhne ko milti hai.

Abb baat krte hai display ki. Display ka size 6.1 inch hai. Jo ki ek HD+ IPS display hai . Front mai dual camera or flash light hone ke kaaran ek badi si notch di gyi hai.
Screen to body ratio 83 percent hai. Apko XOS ka interface dekhne ko milta hai.
Dimensions Ki baat kre to 74.8mm width hai, 153.9mm height, 7.9mm depth, weight 159gm.
Dosto ye device bohot hi halka hai.

Dosto ye tha hamare infinix hot 7pro ka ek chota sa article.
 *Thanks for reading the article.*

Infinix Hot 7Pro Smartphone Overview

3 comments: